Chalti Ka Naam Gaadi 1958 - Download Mp3 Song

Chalti Ka Naam Gaadi 1958

Chalti Ka Naam Gaadi 1958

Satyen Bose
None
None
Kishore Kumar, Madhubala, Ashok Kumar, Anoop Kumar

album songs
Haal Kaisa Hai Janab Ka
Singer : Asha, Kishor Kumar
Save As

Haal Kaisa Hai Janab Ka Lyrics

Song Title = Haal Kaisa Hai Janab Ka
Movie/Album = Chalti Ka Naam Gaadi (1958)
Singer = Asha, Kishor Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Aashaa = Haal Kaisaa Hai Janaab Kaa?
Kishor = Kyaa Khayaal Hai Aap Kaa?
Aashaa = Tum To Machal Gaye, Ho Ho Ho
Kishor = YuuNhii Fisal Gaye, Haa Haa Haa

Kishor = Bahakii, Bahakii, Chale Hai Pavan Jo UDe Hai Teraa AaNchal
Aashaa = ChhoDo, ChhoDo, Dekho Dekho Gore Gore Kaale Kaale Baadal
Kishor = Kabhii Kuchh Kahatii Hai, Kabhii Kuchh Kahatii Hai,
Zaraa Nazar Ko SaNbhaalanaa
Aashaa = Haal Kaisaa Hai Janaab Kaa?
Kishor = Haay! Kyaa Khayaal Hai Aap Kaa?
Aashaa = Hoy! Tum To Machal Gaye, Ho Ho Ho
Kishor = Hmm Hmm YuuNhii Fisal Gaye, Haa Haa Haa %

Kishor = Pagalii!
Aashaa = A!
Kishor = Pagalii, Kabhii Tuune Sochaa Raste MeN Gaye Mil KyoN?
Aashaa = Pagale!
Kishor = HaN?
Aashaa = Pagale!
Kishor = E?!
Aashaa = Terii BaatoN BaatoN MeN DhaDakataa Hai Dil KyoN ?
Kishor = Kabhii Kuchh Kahatii Hai, Kabhii Kuchh Kahatii Hai
Zaraa Nazar Ko SaNbhaalanaa
Aashaa = Aa Aa, Haal Kaisaa Hai Janaab Kaa?
Kishor = Haay! Kyaa Khayaal Hai Aap Kaa?
Aashaa = Tum To Machal Gaye, Ho Ho Ho
Kishor = YuuNhii Fisal Gaye, Haa Haa Haa %
Aashaa = Kaho Jii, Kaho Jii, Roz Tere SaNg YuuNhii
Dil BahalaayeN Kyaa?
Kishor = Aha! Suno Jii, Suno Jii, Samajh Sako To Khud Samajho
BataaeN Kyaa ?
Kabhii Kuchh Kahatii Hai, Kabhii Kuchh Kahatii Hai
Zaraa Nazar Ko Sambhaalanaa

Aashaa = Haay! Haal Kaisaa Hai Janaab Kaa ?
Kishor = Kyaa Khayaal Hai Aap Kaa ?
Aashaa = Tum To Machal Gaye, Ho Ho Ho
Kishor = YuuNhii Fisal Gaye, Haa Haa Haa...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

You May Also Like