Boondh 2001 - Download Mp3 Song

Boondh 2001

Boondh 2001

Inayat Mahshar
None
None
Navin Berry, Pankaj Berry, Birbal

album songs
Ek Boond Hai Tu
Singer : Rajendra
Save As

Ek Boond Hai Tu Lyrics

Song Title = Ek Boond Hai Tu
Movie/album = Boond (2001)
Singers = Rajendra
Song Lyricists = N/A
Music Director = N/A
Director = Inayat Mahshar

Mp3 Song Lyrics

((Ek boond hai tu
Anhko mein bhari
Ek boond hai tu
Ankho mein bhari
Na nadiya ki na sagar ki
Na dharti ki na ambar ki
Tu to hai taqdeer meri
Ek bun hai tu
Ankho mein bhari

Soya soya hai dil hai tera
Jagi jagi raat
Ghut ke rah gayi dil mein tere
Dil ki sari baat
Soya soya din hai tera
Jagi jagi raat
Ghut ke rah gayi dil mein tere
Dil ki sari baat
Malik ne bhi kaisi banayi
Kismat ki tasveer teri
Ek boond hai tu
Ankho mein bhari

Sanso mein toofan basaya
Dil mein gum ka teer
Pahro wo bhi roya hoga
Likhke ye takdeer
Sanso mein toofan basaya
Dil mein gum ka teer
Pahro wo bhi roya hoga
Likhke ye takdeer
Jane kaise wo badlega
Hatho ki lakeer teri
Ek boond hai tu
Anhko mein bhari
Ek boond hai tu
Anhko mein bhari
Na nadiya ki na sagar ki
Na dharti ki na ambar ki
Tu to hai takdeer meri
Ek boond hai tu
Amkho mein bhari...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

You May Also Like