Aashayein 2010 - Download Mp3 Song

Aashayein 2010

Aashayein 2010

Nagesh Kukunoor
Pritam Chakraborty
Kumaar
John Abraham, Sonal Sehgal, Prateeksha Lonkar, Girish Karnad,Farida Jalal

album songs
Dilkash Dildaar Duniya Remix
Singer : Shamshad Begum , Lata
Save As

Dilkash Dildaar Duniya Remix Lyrics

Song Title = Dilkash Dildaar Duniya Remix
Movie Name = Aashayein (2010)
Singers = Shaan, Tulsi Kumar
Lyricist = Kumaar
Music Director = Pritam


Mp3 Song Lyrics


((--Male--
Tere bagair,
Tadpa karein
Tere bagair sapne,
Rootha karein
Maana ke hai,
Duniya haseen
Tere bagair duniya,
Hum kya karein
Dilkash dildaar duniya,
Tera dedaar duniya
Hum jo na paaye tujhko,
Toh hai bekaar duniya
Dilkash dildaar duniya,
Tera dedaar duniya
Hum jo na paaye tujhko,
Toh hai bekaar duniya

--Female--
Tere bagair
Beraunaki
Tere bagair khushiyan,
Hum kya karein
Mausam sabhi
Hain dard ke
Tere bagair aur yeh
Tanha karein
--Male--
Dilkash dildaar duniya,
Tera dedaar duniya
Hum jo na paaye tujhko,
Toh hai bekaar duniya
Dilkash dildaar duniya,
Tera dedaar duniya
Hum jo na paaye tujhko,
Toh hai bekaar duniya

--Male--
Dhoop pheeki lagey,
Din udaasi bhara
Shaam roothi lagey,
Haal yeh ho gaya
Jaagte hum rahein,
Karwaton se kahein
Khwaab hi woh koi,
Dhoond laaye naya

--Female--
Neendein meri
Bhaagi hui
Tere bagair raatein
Ab kya karein
O bekhabar,
O bekadar
Tere bagair har pal
Bikhra karein
--Male--
Dilkash dildaar duniya,
Tera dedaar duniya
Hum jo na paaye tujhko,
Toh hai bekaar duniya
Dilkash dildaar duniya,
Tera dedaar duniya
Hum jo na paaye tujhko,
Toh hai bekaar duniya ..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Dilkash Dildaar Duniya Remix Video

You May Also Like