Aas Ka Panchhi 1961 - Download Mp3 Song

Aas Ka Panchhi 1961

Aas Ka Panchhi 1961

Mohan Kumar
Jaikishan Dayabhai Panchal
Shankardas Kesarilal
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala

album songs
Dheere Chalo Zara
Singer : Lata Mangeshkar, Subir Sen
Save As

Dheere Chalo Zara Lyrics

Song Lyrics Title = Dheere Chalo Zara
Song Lyrics Movie = Aas Ka Panchhi (1961)
Singers = Lata Mangeshkar, Subir Sen
Song Lyricists = Shankardas Kesarilal
Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Mohan Kumar
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics


((Dhire chalao jara
Haye dhire chalao jara
Mukaddar ki gadi pe hum do anadi
Ye hai naya rashta
Dhire kaha tak chale
Haye dhire kaha tak chale
Jo bekhauf chale hai jiwan safar me
Unko mila rashta
Dhire chalao jara
Haye dhire chalao jara

Hawao me udake hame tum churake
Kaha le chale ho batao to bhal
Jaha ek hum hai jaha ek tum ho
Jaha kabhi na aaye koi dusra
Dhire chalao jara
Haye dhire chalao jara
Mukaddar ki gadi pe hum do anadi
Ye hai naya rashta
Dhire kaha tak chale haye haye
Dhire kaha tak chale

Ye jhumta najara safar pyara pyara
Hai mausam ka ishara yaha na rukna
Jaha bhi tu kahega kaha bhi le chalega
Chalungi sang tere o mere sajna
Dhire kaha tak chale haye haye
Dhire kaha tak chale
Jo bekhauf chale hai jiwan safar me
Unko mila rashta
Dhire chalao jara haye dhire chalao jara
Mukaddar ki gadi pe hum do anadi
Ye hai naya rashta
Dhire kaha tak chale
Haye dhire kaha tak chale
Jo bekhauf chale hai jiwan safar me
Unko mila rashta
Dhire chalao jara
Haye dhire chalao jara.))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Dheere Chalo Zara Video

You May Also Like