Aloo Chaat 2009 - Download Mp3 Song

Aloo Chaat 2009

Aloo Chaat 2009

Robby Grewal
Xulfi
Xulfi
Aftab Shivdasani, Aamna Shariff, Linda Arsenio, Kulbhushan Kharbanda, Manoj Pahw

album songs
Dhadke Jiya Dhadke
Singer : Xulfi
Save As

Dhadke Jiya Dhadke Lyrics

Song Lyrics Title = Dhadke jiya
Song Lyrics Movie = Aloo Chaat 2009
Singers = Xulfi
Song Lyricists = Xulfi
Music Composer = Xulfi
Director = Robby Grewal
Music Label = T-Series


Mp3 Song Lyrics

((Dekho Zara,Kitna Hasin Hain, Phir Ye Samaa.Hain Na
Jee Le Zara Ek Pal Mila Jo ,Tanhaayee Ka.. Hian Na

Wahi Hasna Hasana, Kuch Keh K Yun Sharmana
Kuch Batein Yun Hi Aankhon Se Hi Kar Jana

Accha Lagta Hai Ye Chehra Takte Jana.
Ab Aa Jo Gaye Ho To Na Phir Jana
Haaaaaaaan

Ye Hi Dua
Yun Hi SadaWooow
Tere Liye
Dhadke Jiya
Dhadke Jiya.

Ye Raasta Gum Hoga
Ye Dar Tumhen Hain Na

Main Aaspass Kahin Hun
Itna Yakeen To Hain Na

Teri Har Aahat Ka Chup Chup K Peeche Peeche Aana
Mujhe Tanhayee Me Tera Ek Lamha De Jana

Shayad Ye Lamha Bhi Phir Khuda Ne
Tere Mere Milne Ka Socha Hain Bahana
Haaaaaaan.

Yahi Dua..
Yun Hi Sadaa Woooooow
Tere Liye.
Dhadke Jiya
Dhadke Jiya

Palke Yun Jhuki To Kuch Huva Tha
Ye Pal Jaise Ruk Sa Gaya Tha.

Mere Sapno Me Bhi Har Baar To Aana
Ab Aa Jo Gaye Ho To Na Phir Jana
Haaaaaaaan..

Ye Hi Dua Yun Hi Sadaa .Woooooooow
Tere Liye.
Dhadke Jiya
Dhadke Jiya..
Dhadke Jiya... ))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Dhadke Jiya Dhadke Video

You May Also Like