Shama 1961 - Download Mp3 Song

Shama 1961

Shama 1961

Lekhraj Bhakri
None
None
Nimmi, Vijay Dutt, M Kumar, Kammo, Tarun Bose, Suraiya, Mumtaz Begum, Tun Tun,

album songs
Dhadakte dil Ki Tamanna II
Singer : Suraiyya
Save As

Dhadakte dil Ki Tamanna II Lyrics

Song Title = Dhadakte dil Ki Tamanna II
Movie/Album = Shama 1961
Singer = Suraiya

Mp3 Songs Lyrics

((dhaDakte dil ki tamannaa ho mera pyaar ho tum
mujhe qaraar nahin (2)
jab se beqaraar ho tum (2)
dhaDakte dil ki tamannaa ho

khilaao phool kisi ke kisi ke chaman mein raho (2)
jo dil ki rah se guzari hai who bahaar ho tum (2)
dhaDakte dil ki tamannaa ho

jah-e-naseeb ataa ki jo dard ki soughaat
who gham haseen hai, jis gham ke zimmedaar ho tum (2)
dhaDakte dil ki tamannaa ho

chaDaa oon phool ya aansoo tumhaare qadamon mein
meri wafaaon ke ulfat ki yaadgaar ho tum (2)
dhaDakte dil ki tamannaa ho...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

You May Also Like