Rahem Dil Jallad 1985 - Download Mp3 Song

Rahem Dil Jallad 1985

Rahem Dil Jallad 1985

Qamar Narvi
Ajay Swami
Qaiser Ul Jafri
Mazhar Khan, Devesh, Amrut Patel, Ali Khan

album songs
Darpan Dekh Ke
Singer : Chandrani Mukherjee
Save As

Darpan Dekh Ke Lyrics

Song Title = Darpan Dekh Ke
Movie/album = Rahem Dil Jallad (1985)
Singers = Chandrani Mukherjee
Song Lyricists = Qaiser Ul Jafri
Music Director = Ajay Swami
Director = Qamar Narvi

Mp3 Song Lyrics

((Darpan dekh ke aaj hum
Khud se bhi sarma gaye
Darpan dekh ke aaj hum
Khud se bhi sarma gaye
Aankho pe itni sokhiya
Chehre pe itne rang
Kaha se aa gaye
Kaha se aa gaye
Kaha se aa gaye
O kaha se aa gaye
Darpan dekh ke aaj hum
Khud se hi sarma gaye

Yu jindagi ki raah me
Wo humko mil gaye
Yu jindagi ki raah me
Wo humko mil gaye
Khawab me jitne phul
The aanchal me khil gaye
Hum bhi na samjhe
Dil bhi na jaane
Hatho me itni chhudiya
Chhudi me jal tarang
Kaha se aa gaye
Kaha se aa gaye
Kaha se aa gaye
Kaha se aa gaye
Darpan dekh ke aaj hum
Khud se hi sarma gaye

Sarmo haya ke bauj
Se palake jhuli huyi
Sarmo haya ke bauj
Se palake jhuli huyi
Kya kah rahi hai humse
Ye sanse thaki huyi
Hum bhi na samjhe
Dil bhi na jaane
Diwanapan hosh bhi
Do mausam ek sang
Kaha se aa gaye
Kaha se aa gaye
Kaha se aa gaye
Kaha se aa gaye
Darpan dekh ke aaj hum
Khud se hi sarma gaye

Ho ek pal ko dur
To achha nahi lage
Ho ek pal ko dur
To achha nahi lage
Hum par mar mitte hai
Wo duniya hasi lage
Hum bhi na samjhe
Dil bhi na jane
Itne tarah ke khel
Me jine ke dang
Kaha se aa gaye
Kaha se aa gaye
Kaha se aa gaye
Kaha se aa gaye
Darpan dekh ke aaj hum
Khud se hi sarma gaye
Aankho pe itni sokhiya
Chehre pe itne rang
Kaha se aa gaye
Kaha se aa gaye
Kaha se aa gaye
O kaha se aa gaye
Darpan dekh ke aaj hum
Khud se hi sarma gaye..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

You May Also Like