Mere Bhaiya 1972 - Download Mp3 Song

Mere Bhaiya 1972

Mere Bhaiya 1972

Satyen Bose
Salil Chowdhury
Yogesh Gaud
Vijay Arora, Nazima, Suresh Chatwal, Bipin Gupta, Durga Khote

album songs
Chhod Chali Ghar Tera
Singer : Lata Mangeshkar
Save As

Chhod Chali Ghar Tera Lyrics

Song Title = Chhod Chali Ghar Tera
Movie/Album = Mere Bhaiya (1972)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Yogesh Gaud
Music Composer = Salil Chowdhury
Director = Satyen Bose

Mp3 Song Lyrics

(( Chhod chali ghar tera babul
Piya ghar jana babul
Piya ke ghar jana
Chhod chali ghar tera
Chhod chali ghar tera

Bachpan mera bachpan
Tere dware aa ke khela
Bachpan mera bachpan
Tere dware aa ke khela
Chitvan man ki chitvan
Dekhe biti yaadon ka mela
Chal di main to jaise panchhi
Kar jaaye rain basera
Chhod chali ghar tera
Chhod chali ghar tera babul
Piya ghar jana babul
Piya ke ghar jana
Chhod chali ghar tera

Ankhiya gili ankhiya
Rim jhim rim jhim nir bahati
Ankhiya gili ankhiya
Rim jhim rim jhim nir bahati
Sakhiya pyari sakhiya
Chalti chalti gale lagati
Tan ke paas ujala dekhe
Man ke paas andhera
Chhod chali ghar tera

Maiya tulsi maiya
Kaise hogi sandhya bati
Maiya tulsi maiya
Kaise hogi sandhya bati
Bhaiya mere bhaiya
Kaise tujhko mein samjhati
Jaane tere is jivan mein
Kab ho naya sawera
Chhod chali ghar tera
Chhod chali ghar tera babul
Piya ghar jana babul
Piya ke ghar jana
Chhod chali ghar tera...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

You May Also Like