Kirayadar 1986 - Download Mp3 Song

Kirayadar 1986

Kirayadar 1986

Basu Chatterjee
Bappi Lahiri
Hasan Kamaal
Raj Babbar, Padmini Kolhapure

album songs
Charon Taraf Pyar Hai
Singer : Mohammad Aziz, Asha Bhosle
Save As

Charon Taraf Pyar Hai Lyrics

Song Title = Charon Taraf Pyar Hai
Movie/Album = Kiraydaar (1986)
Singer = Mohammad Aziz, Asha Bhosle
Lyricist = Hasan Kamaal
Music Director = Bappi Lahiri
Film Director = Basu Chatterjee
Film Producer = B R Chopra

Mp3 Song Lyrics

((charo taraf pyar hai
khwabo ka gulzar hai
meri nazar se dekho to
kitna sundar ye sansar hai
charo taraf pyar hai
khwabo ka gulzar hai
meri nazar se dekho to
kitna sundar ye sansar hai
sajna sajni sajna sajni

jivan ki rahe failaye bahe
takti hai rasta hamara
dil ki dagar se teri nazar se
karti hai manjil ishara
jivan ki rahe failaye bahe
takti hai rasta hamara
dil ki dagar se teri nazar se
karti hai manjil ishara
sajna sajni sajna sajni
charo taraf pyar hai
khwabo ka gulzar hai
meri nazar se dekho to
kitna sundar ye sansar hai

dharti se lekar nile gagan tak
hai sari duniya hamari
is dil ki dhadkan meri thi kal
tak ab ho chuki hai tumhari
dharti se lekar nile gagan tak
hai sari duniya hamari
is dil ki dhadkan meri thi kal
tak ab ho chuki hai tumhari
sajna sajni sajna sajni
charo taraf pyar hai
khwabo ka gulzar hai
meri nazar se dekho to
kitna sundar ye sansar hai

nadiya se sagar sagar se ambar
yu hai milan tera mera
zulfo me teri shame hai meri
hotho me tere sawera
nadiya se sagar sagar se ambar
yu hai milan tera mera
zulfo me teri shame hai meri
hotho me tere sawera
sajna sajni sajna sajni
charo taraf pyar hai
khwabo ka gulzar hai
meri nazar se dekho to
kitna sundar ye sansar hai
sajna sajni sajna sajni sajna..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

You May Also Like