Saaheb 1985 - Download Mp3 Song

Saaheb 1985

Saaheb 1985

Anil Ganguly
Bappi Lahiri
Anjaan
Anil Kapoor, Amrita Singh, Raakhee, Utpal Dutt, Deven Verma

album songs
Chalte Chalen Lehron Kay Saath
Singer : Kishore Kumar
Save As

Chalte Chalen Lehron Kay Saath Lyrics

Song Title = Chalte Chalen Lehron Kay Saath
Movie/album = Saaheb (1985)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Anjaan
Music Director = Bappi Lahiri
Director = Anil Ganguly

Mp3 Song Lyrics

((Chalte chale leharo ke saath
Yaad nahi din hai ki raat
Chalte chale leharo ke saath
Yaad nahi din hai ki raat
Jaana hamko jaana hai
Waha apne dil ki manzil hai jaha
Chalte chale leharo ke saath
Yaad nahi din hai ki raat

Gaadi chhuti pehla safar hai
Shuru puri hogi dil me hai jo aarzu
Gaadi chhuti pehla safar hai
Shuru puri hogi dil me hai jo aarzu
Yeh safar hai naya hain naye raste
Chalate chale leharo ke saath
Yaad nahi din hai ki raat

Good morning ladies and
Gentlemen we welcome u
Aboard indian airlines flight
416 prociding to delhi
Kindly fasten your seat belts
We wish you a pleasant flight
Thank you

Ham toh udake chhune chale aasmaan
Dekha kab tha yeh khubsurat jaha
Ham toh udake chhune chale aasmaan
Dekha kab tha yeh khubsurat jaha
Ham jawaan dil jawa hai jawa hosle
Chalte chale leharo ke saath
Yaad nahi din hai ki raat

Aaye tufaan chaahe utte aandhiya
Hamko ek din paana hai saahil yaha
Aaye tufaan chaahe utte aandhiya
Hamko ek din paana hai saahil yaha
Sach kabhi honge toh
Mere bhi khwaab yeh
Chalate chale leharo ke saath
Yaad nahi din hai ki raat
Chalate chale leharo ke saath
Yaad nahi din hai ki raat
Jaana hamko jaana hai waha
Apne dil ki manzil hai jaha..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

You May Also Like