Ankh Micholi 1962 - Download Mp3 Song

Ankh Micholi 1962

Ankh Micholi 1962

Ravindra Dave
Chitragupta Shrivastava
Majrooh Sultanpuri
Leela Mishra, S. Nazir, Jagdish Raj

album songs
Chaliye Ji Bewafa Hai Hum
Singer : Lata Mangeshkar
Save As

Chaliye Ji Bewafa Hai Hum Lyrics

Song Lyrics Title = Chaliye Ji Bewafa Hai Hum
Song Lyrics Movie = Ankh Micholi (1962)
Singer = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Chitragupta Srivastava
Director = Ravindra Dave
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics


((chaliye ji bewafa hai hum nazre churane wale
tum bhi to kam nahi babu dil ke lagane wale
chaliye ji bewafa hai hum nazre churane wale
tum bhi to kam nahi babu dil ke lagane wale

dhadkan pe tera hi hath nahi
lakho hai ekta ki bat nahi
dhadkan pe tera hi hath nahi
lakho hai ekta ki bat nahi
tum hi nahi milte yahi sare zamane wale
chaliye ji bewafa hai hum nazre churane wale
tum bhi to kam nahi babu dil ke lagane wale

jo kal tha chalta hai zor wahi
hoye apni mehfil ka taur wahi
jo kal tha chalta hai zor wahi
hoye apni mehfil ka taur wahi
chal bhi diye aa bhi gaye bate bnane wale
chaliye ji bewafa hai hum nazre churane wale
tum bhi to kam nahi babu dil ke lagane wale

chahat se milta hai koi kaha
dil jode aisa hai kon yaha
chahat se milta hai koi kaha
dil jode aisa hai kon yaha
jidhar chale humko mile thokar lagane wale
chaliye ji bewafa hai hum nazre churane wale
tum bhi to kam nahi babu dil ke lagane wale
chaliye ji bewafa hai hum nazre churane wale
tum bhi to kam nahi babu dil ke lagane wale..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Chaliye Ji Bewafa Hai Hum Video

You May Also Like