Dilli Ka Thug 1958 - Download Mp3 Song

Dilli Ka Thug 1958
S.D. Narang
Ravi Shankar Sharma
Majrooh Sultanpuri
Kishore Kumar, Nutan, Amar
|
|||
| CAT Cat Cat Mane Billi Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar |
Save As | ||
CAT Cat Cat Mane Billi Lyrics
Song Lyrics Title = CAT Cat Cat Mane Billi
Movie/album = Dilli Ka Thug (1958)
Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Director = Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director = S.D. Narang
Music Label = Saregama
Mp3 Song Lyrics
((C.a.t. Cat, cat maane billi, r.a.t. Rat, rat maane choohaa
Arrey dil hai tere panje mein to kyaa huaa
Aa = m.a.d. Mad, mad maane paagal, b.o.y. Boy, boy maane ladkaa
Arrey matlab iskaa tum kaho to kyaa huaa
C.a.t. Cat, cat maane billi, r.a.t. Rat, rat maane choohaa

Aaa aaa aaa aa
Aaa aaa aaa aa
Ari baanvri tu ban jaa meri, zaraa sun main kyaa kahtaa hoon
Zaraa dekh idhar tujhe hai khabar, tu hai kaun aur main kyaa hoon

G.o.a.t. Goat, goat maane bakri, l.i.o.n. Lion, lion maane sher

M.a.d. Mad, mad maane paagal, b.o.y. Boy, boy maane ladkaa

Lage taakne kabhi aapne, shishaa leke moonh dekhaa bhi
Tumhi ik nahin jahaan mein hasin, na hogaa koi ham saa bhi

n.o.s.e. Nose, nose maane naak, c.r.o.w. Crow, crow maane kauvaa

Hun hunhun, c.a.t. Cat, cat maane billi, r.a.t. Rat, rat maane choohaa

Milaa le nazar o jaan-e-jigar, teraa kyaa karegi duniyaa
Jahaan se daro ye sochaa karo, hamen kyaa kahegi duniyaa
Arrey milaa le nazar o jaan-e-jigar, teraa kyaa karegi duniyaa

B.a.d. Bad, bad maane buraa, b.u.t. But, but maane lekin

Arrey matlab iskaa tum kaho to kyaa huaa.))
Posted by : { Ritu Kesharwani }

You May Also Like
MP3 Song Annual List
2025
2024
2022
2021
2020
2019
2018
2017
2016
2015
2014
2013
2012
2011
2010
2009
2008
2007
2006
2005
2004
2003
2002
2001
2000
1999
1998
1997
1996
1995
1994
1993
1992
1991
1990
1989
1988
1987
1986
1985
1984
1983
1982
1981
1980
1979
1978
1977
1976
1975
1974
1973
1972
1971
1970
1969
1968
1967
1966
1965
1964
1963
1962
1961
1960
1959
1958
1957
1956
1955
1954
1953
1952
1951
1950
1949
1948
1947
1946
1945
1944
1943
1942
1941
1940
1939
1938
1937
1936
1935
1934
1933
1932