Bhai Dooj - Download Mp3 Song

Bhai Dooj

Bhai Dooj

Bhai Dooj
Bappi Lahiri
Anand Bakshi
Bhai Dooj

album songs
Bhai Bahen Ka Pyaar
Singer : Amit Kumar, Anuradha Paudwal
Save As

Bhai Bahen Ka Pyaar Lyrics

Song Lyrics Title = Bhai Bahen Ka Pyar
Movie/Album Name = Farishtay (1991)
Singers = Amit Kumar, Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Song Lyricists = Anand Bakshi
Director = Anil Sharma
Music Composer = Bappi Lahiri
Producer = Sattee Shourie

Mp3 Song Lyrics

(( Ye rista nahi khun ka
Ye rista hai pyar ka bahna
Hum ko tumse pyar nahi
Ab kaha hai phir mat kahna

Jan gayi ha jan gayi
Man gayi ha man gayi
Jan gayi ha jan gayi
Man gayi ha man gayi

Kitna sunder kitna pyara ye sara sansar hai
Is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hai
Kitna sunder kitna pyara ye sara sansar hai
Is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hai

Prit hamari chut nahi sakti
Ye kachi dor nahi
Jis din hum tumko na dekhe
Us din hoti bhor nahi
Prit hamar ichut nahi sakti
Ye kachi dor nahi
Jis din hum tumko na dekhe
Us din hoti bhor nahi

Na babul na mayya mera tum bin koi or nahi
Na babul na mayya mera tum bin koi or nahi
Sabse jyada rab se jyada mujhe tum pe etbar hai
Is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hai
Kitna sunder kitna pyara ye sara sansar hai
Is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hai

Yuhi hasti gati rahe tu rab se roj dua mange
Apni khusiya tujhko du
Tujhse har dukh tera mangu
Yuhi hasti gati rahe tu rab se roj dua mange
Apni khusiya tujhko du
Tujhse har dukh tera mangu
Soch rahi hu aj ke din mai
Tum dono se kya mangu
Soch rahi hu aj ke din mai
Tum dono se kya mangu
Teri kasam tu jan bhi mange
To kisko inkar hai

Is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hai
Kitna sunder kitna pyara ye sara sansar hai
Is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hai

Diwali me deep jalaye
Sang rang khel holi me
Bichad na jana tum mujhse
Jiwan ki ankh micholi me
Diwali me deep jalaye
Sang rang khel holi me
Bichad na jana tum mujhse
Jiwan ki ankh micholi me
Bichadenge par pahle tujhko
Bithlayenge doli me
Bichadenge par pahle tujhko
Bithlayenge doli me

Bane tu dulhan bas us din ka hamko intzar hai
Is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hai
Kitna sunder kitna pyara ye sara sansar hai
Is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hai.))

Posted by = {Soni Kumari}

You May Also Like