Arzoo 1965 - Download Mp3 Song

Arzoo 1965

Arzoo 1965

Ramanand Sagar
Jaikishan , Shankar
Hasrat Jaipuri, Shailendra
Rajendra Kumar, Sadhana, Feroz Khan

album songs
Bedardi Balma Tujhko Mera
Singer : Lata Mangeshkar
Save As

Bedardi Balma Tujhko Mera Lyrics

Song Lyrics Title = Bedardi balma tujhko mera man
Song Lyrics Movie = Arzoo (1965)
Singer(s) = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Composer = Jaikishan , Shankar


Mp3 Song Lyrics

((bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai
barasta hai jo aankho se woh sawan yad karta hai

kabhi ham sath gujare jin sajili rehgujaro se
fiza ke bhes me girte hain abb patte chanaro se
yeh rahe yad karti hain, yeh gulshan yad karta hai

koyi jhonka hawa ka jab mera aanchal udata hai
guman hota hai jaise tu mera daman hilata hai
kabhi chuma tha jo tune woh daaman yad karta hai

woh hi hain jhil ke mandar woh hi kirno ki barsate
jaha ham tum kiya karte the paharo pyar ki bate
tujhe iss jheel ka kamosh darpan yad karta hai..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Bedardi Balma Tujhko Mera Video

You May Also Like