Khandaan 1979 - Download Mp3 Song

Khandaan 1979

Khandaan 1979

Anil Ganguly
Mohammed Zahur Khayyam
Naqsh Lyallpuri
Jeetendra, Sulakshana Pandit, Bindiya Goswami, Bindu, Sujit Kumar, Nirupa Roy, A

album songs
Basti Ke Logo
Singer : Kishore Kumar
Save As

Basti Ke Logo Lyrics

Song Title = Basti Ke Logo
Movie/Album = Khandaan (1979)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Naqsh Lyallpuri
Music Composer = Mohammed Zahur Khayyam
Director = Anil Ganguly
Music Label = Polydor Records

Mp3 Song Lyrics

((Basti ke logo mein hue badnam
Lage ilzam
Chahat buri yaaro chaht buri
Dil kar diya ek sitam gar ke nam
Lage ilzam
Chahat buri yaaro chaht buri
Basti ke logo mein hue badnam

Kaise kahu kisliye badguma hai
Mujhse khafa hai magar meri ja hai
Kaise kahu kisliye badguma hai
Mujhse khafa hai magar meri ja hai
Jalim ne kar di hai ninde haram
Lage ilzam
Chahat buri yaaro chaht buri
Basti ke logo mein hue badnam

Sapno ki dulhan mere dil ki rani
Chanchal si natkhat si alhad diwani
Sapno ki dulhan mere dil ki rani
Chanchal si natkhat si alhad diwani
Mujhse ulajhti rahe subah sham
Lage ilzam
Chahat buri yaaro chaht buri
Basti ke logo mein hue badnam

Julfo mein khusbu hai aankho mein masti
Gore badan se hai madira chalakti
Julfo mein khusbu hai aankho mein masti
Gore badan se hai madira chalakti
Fir bhi hai pyasa mere dil ka jaz
Lage ilzam
Chahat buri yaaro chaht buri
Basti ke logo mein hue badnam
Lage ilzam
Chahat buri yaaro chaht buri
Dil kar diya ek sitam gar ke nam
Lage ilzam
Chahat buri yaaro chaht buri
Basti ke logo mein hue badnam.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

You May Also Like