Yeh Zindagi Ka Safar 2001 - Download Mp3 Song

Yeh Zindagi Ka Safar 2001

Yeh Zindagi Ka Safar 2001

Tanuja Chandra
Daboo Malik
Naseer Faraaz
Ameesha Patel, Jimmy Shergill, Gulshan Grover, Nafisa Ali

album songs
Aye Chand Khoobsurat
Singer : Sonu Nigam
Save As

Aye Chand Khoobsurat Lyrics

Song Title = Aye Chand Khoobsurat
Movie/album = Yeh Zindagi Ka Safar (2001)
Singers = Sonu Nigam
Song Lyricists = Nasir Faraaz
Music Director = Daboo Malik
Director = Tanuja Chandra

Mp3 Song Lyrics

((Aye chand khoobsurat
Aye aasman ke taare
Tum mere sang zameen
Par thodi si raat guzaro
Thodi si raat guzaro
Aye chand khoobsurat
Aye aasman ke taare
Tum mere sang zameen
Par thodi si raat guzaro
Thodi si raat guzaro
Kuch apni tum kaho
Kuch lo meri khabar
Ho jaaye dosti kat
Jaaye yeh safar
Aye chand khoobsurat
Aye aasman ke taare
Tum mere sang zameen
Par thodi si raat guzaro
Thodi si raat guzaro

Main to hoon zarra
Tanha zameen par
Tum mere gham baat lo
Main to hoon zarra
Tanha zameen par
Tum mere gham baat lo
Kuch saath apna to kaam aaye
Dil se kuch gham kam to ho
Aye chand khoobsurat
Aye aasman ke taare
Tum mere sang zameen
Par thodi si raat guzaro
Thodi si raat guzaro
Kuch apni tum kaho
Kuch lo meri khabar
Ho jaaye dosti kat
Jaaye yeh safar
Aye chand khoobsurat
Aye aasman ke taare
Tum mere sang zameen
Par thodi si raat guzaro
Thodi si raat guzaro

Tu bhi akela is duniya
Mein main bhi akela yahan
Tu bhi akela is duniya
Mein main bhi akela yahan
Yeh bebasi ab hum dono
Ko le jaaye jaane kahan
Aye chand khoobsurat
Aye aasman ke taare
Tum mere sang zameen
Par thodi si raat guzaro
Thodi si raat guzaro
Kuch apni tum kaho
Kuch lo meri khabar
Ho jaaye dosti kat
Jaaye yeh safar
Aye chand khoobsurat
Aye aasman ke taare
Tum mere sang zameen
Par thodi si raat guzaro
Thodi si raat guzaro
Thodi si raat guzaro
Thodi si raat guzaro.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

You May Also Like