Karz Chukana Hai 1991 - Download Mp3 Song

Karz Chukana Hai 1991

Karz Chukana Hai 1991

Vimal Kumar
Rajesh Roshan
Shahab Allahabadi
Govinda, Juhi Chawla, Raj Kiran

album songs
Andaaz Bahkne Lagte
Singer : Sadhana Sargam, Udit Narayan
Save As

Andaaz Bahkne Lagte Lyrics

Song Title = Andaaz Bahakne Lagte
Movie/album = Karz Chukana Hai (1991)
Singers = Sadhana Sargam, Udit Narayan
Song Lyricists = Shahab Allahabadi
Music Director = Rajesh Roshan
Director = Vimal Kumar
Music Label = Tips Music

Mp3 Song Lyrics

((Aandaaz bahakne lagte hai
Aandaaz bahakne lagte hai
Baato mein shrart hoti hai
Aankho se pata chal jata hai
Jis dil mein mohabbat hoti hai

Aandaaz bahakne lagte hai
Aandaaz bahakne lagte hai
Baato mein shrart hoti hai
Aankho se pata chal jata hai
Jis dil mein mohabbat hoti hai

Jab tum se haseen ka aanchal bhi
Lahraye surur aajata hai
Parwane hawa mein udte hai
Mausam ko bhi harat hoti hai
Jab tum se haseen ka aanchal bhi
Lahraye surur aajata hai
Parwane hawa mein udte hai
Mausam ko bhi harat hoti hai
Ye dono jahan ki amant hai
Ye pyar koi aasan nahi
Ye jinko bhi mil jata hai
Ye unki kismat hoti hai

Jab mere karib aajate ho
Kya jane kya ho jata hai
Kuchh waqt to mere sanam
Kis baat ki chaht hoti hai
Jab mere karib aajate ho
Kya jane kya ho jata hai
Kuchh waqt to mere sanam
Kis baat ki chaht hoti hai
Jo pyar kisi se karte hai
Wo apni murade pate hai
Mabub mere dil walo ki
Chaht hi ibadt hoti hai
Aandaaz bahakne lagte hai
Baato mein shrart hoti hai
Aankho se pata chal jata hai
Jis dil mein mohabbat hoti hai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

You May Also Like