Roop Tera Mastana 1972 - Download Mp3 Song

Roop Tera Mastana 1972

Roop Tera Mastana 1972

Khalid Akhtar
Laxmikant Pyarelal
Asad Bhopali
Jeetendra, Mumtaz, Pran

album songs
Akash Pe Do Tare
Singer : Lata, Mahendra Kapoor
Save As

Akash Pe Do Tare Lyrics

Song Title = Akash Pe Do Tare
Movie/album = Roop Tera Mastana (1972)
Singers = Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Song Lyricists = Asad Bhopali
Music Director =Laxmikant Pyarelal
Director = Khalid Akhtar

Mp3 Song Lyrics

((Aakash pe do tare sadiyo se chamakte hai
Aakash pe do tare sadiyo se chamakte hai
Ek teri mohabbat ka ek meri mohabbat ka
Do phul baharo mein sadiyo se mahakte hai
Ek teri mohabbat ka ek meri mohabbat ka
Aakash pe do tare sadiyo se chamakte hai

Aa der na kar tujhko sine se laga lu main
Aati jara apne dil ko to sambhalu main
Jab milta hai dil se dil do jam khanakte hai
Ek teri mohabbat ka ek meri mohabbat ka
Aakash pe do tare sadiyo se chamakte hai

Parwat hai tere wade jharne hai teri kasme
Angdaiya leti hai tu kaliyo ki nas nas mein
Duniya se do afsane ab mit nahi sakte hai
Ek teri mohabbat ka ek meri mohabbat ka

Karta hai ishare tu ho chup chupke baharo mein
Pahchan hi leta hai dil tujhko hazaro me
Sawan ke ghanak se bhi do rang chalakte hai
Ek teri mohabbat ka ek meri mohabbat ka
Aakash pe do tare sadiyo se chamakte hai
Sadiyo se chamakte hai
Sadiyo se chamakte hai..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

You May Also Like