Khuni Khazana 1965 - Download Mp3 Song

Khuni Khazana 1965

Khuni Khazana 1965

A. Shamsheer
S Kishan
Khawar Zaman
Vijaya Choudhury, Sudhir, Bhagwan, Bela Bose, Sheikh Mukhtar

album songs
Ae Dil Bata Hum Kahan
Singer : Shamshad Begum
Save As

Ae Dil Bata Hum Kahan Lyrics

Song Title = Ae Dil Bata Ham Kaha Aa Gaye
Movie/Album = Khuni Khazana (1965)
Singer = Shamshad Begum
Music By = S Kishan
Lyricist = Khawar Zaman

Mp3 Song Lyrics

((aye dil bata hum kaha aa gaye
nigahe mili or sarma gaye
aye dil bata hum kaha aa gaye
nigahe mili or sarma gaye
aye dil bata

wo rag rag me meri samane lage
mohabbat ki mehfil sajane lage
wo rag rag me meri samane lage
mohabbat ki mehfil sajane lage
sajane lage
jamane mohabbat ke lo gaye
nigahe mili or sarma gaye
aye dil bata hum kaha aa gaye
nigahe mili or sarma gaye
aye dil bata

bahare hasi aur fiza so gayi
zindagi ek naye khwab me kho gayi
bahare hasi aur fiza so gayi
zindagi ek naye khwab me kho gayi
khwab me kho gayi
naye raz ulfat ke hum paa gaye
nigahe mili or sarma gaye
aye dil bata hum kaha aa gaye
nigahe mili or sarma gaye
aye dil bata..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

You May Also Like