Master Blaster - Download Mp3 Song

Master Blaster

Master Blaster

Master Blaster
Pankaj Udhas
Naseem Ajmeri
Master Blaster

album songs
Aayiye Barishon Ka Mausam
Singer : Pankaj Udhas
Save As

Aayiye Barishon Ka Mausam Lyrics

Song Lyrics Title = Aayiye Barishon Ka Mausam
Movie/Album Name = Master Blaster
Singers = Pankaj Udhas
Song Lyricists = Naseem Ajmeri
Music Director = Pankaj Udhas
Music Label = Universal Music
Starring = Pankaj Udhas

Mp3 Song Lyrics

(( Saaf kab imtehaan lete hain,
Wo to dum de ke jaan lete hain,
Zid har ek baat mein nahi achchi,
Dost ki dost maan lete hain.

Aayiye barishon ka mausam hain,
Aayiye barishon ka mausam hain,
In dino chaahato ka mausam hain,
Aayiye barishon ka mausam hain,
In dino chaahato ka mausam hain,
Aayiye barishon ka mausam hain.

Kyu lagaate ho pyar par pahere,
Pyar par pahere,
Umra hain khwahishon ka mausam hain,
Umra hain khwahishon ka mausam hain,
Aayiye barishon ka mausam hain.

Waqt be-waqt ghar se mat nikalo,
Ghar se mat nikalo,
Waqt be-waqt ghar se mat nikalo,
Ghar se mat nikalo,
Har gali aashiqon ka mausam hain,
Har gali aashiqon ka mausam hain,
Aayiye barishon ka mausam hain.

Aaj kuch maang lo nasim unse nasim unse
Aaj kuch maang lo nasim unse nasim unse
Aaj farmaaishon ka mausam hain,
Aayiye barishon ka mausam hain,
In dino chaahato ka mausam hain,
Aayiye barishon ka mausam hain.))

Posted by : {Soni Kumari}

You May Also Like