Rahi Badal Gaye 1985 - Download Mp3 Song

Rahi Badal Gaye 1985

Rahi Badal Gaye 1985

Ravi Tandon
Rahul Dev Burman
Gulshan Bawra
Rishi Kapoor, Shabana Azmi, Suresh Oberoi, Padmini Kolhapure, Prem Kalra, Rajend

album songs
Aasman Se Ek Sitara
Singer : Rahul Dev Burman
Save As

Aasman Se Ek Sitara Lyrics

Song Title = Aasman Se Ek Sitara
Movie/album = Rahi Badal Gaye (1985)
Singers = Rahul Dev Burman
Song Lyricists = Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = Ravi Tandon

Mp3 Song Lyrics

((Aasma se ek sitara is zami pe aa gaya
Jisne dekha uske dil me ek jadu cha gaya
Ek jawani duja nahkre uspe katil hai ada
Kon kafir hai jo tujhpe dil se na hoga fida

Haye ye kya ho gaya ye sitam kya ho gaya
Haye ye kya ho gaya ye sitam kya ho gaya
Dekhte hi rah gaye hum dil hamara kho gaya

Tu bhi yara kam nahi hai tujhko apna kya pata
Muskurake lut lena sikha tune ye bata
Ho aankho aankho me na jane tune ye kya kah diya
Mitha mitha dard dil me uth raha hai pyar ka
Haye ye kya ho gaya ye sitam kya ho gaya
Haye ye kya ho gaya ye sitam kya ho gaya
Dekhte hi rah gaye hum dil hamara kho gaya

Hote hote ho raha hai is tarah kam fasla
Jaise humne khwab me hi kar liya ho fasla
Jisko najre dhundhti thiw o aakhir aaj mil gaya
Ab chupane se kya bhala
Raz apna khul gaya
Haye ye kya ho gaya ye sitam kya ho gaya
Haye ye kya ho gaya ye sitam kya ho gaya
Dekhte hi rah gaye hum dil hamara kho gaya..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

You May Also Like