Inteha - Download Mp3 Song

Inteha

Inteha

Inteha
Jagjit Singh
None
Inteha

album songs
Aap Ke Dil Ne Hame
Singer : Jagjit Singh
Save As

Aap Ke Dil Ne Hame Lyrics

Song Lyrics Title = Aap Ke Dil Ne Hame
Movie/Album Name = Inteha
Singer = Jagjit Singh
Music Director = Jagjit Singh

Mp3 Song Lyrics

(( aap ke dil ne hamein aawaaz di, hum aa gaye - (2)
hum ko le aayi mohabbat aapki, hum aa gaye
aap ke dil ne hamein aawaaz di, hum aa gaye

apane aane ka sabab hum kya bataaye aap ko - (2)
baithe baithe yaad aayi aap ki, hum aa gaye - (2)

hum hai dilwaale bhala hum par kisi ka jor kya - (2)
jaayenge apani khushi apani khushi hum aa gaye - (2)
hum ko le aayi mohabbat aapki, hum aa gaye
aap ke dil ne hamein aawaaz di, hum aa gaye

kahiye abb kya hai charaagon ki jarurat aap ko - (2)
leke aankhon ne wafa ki roshani hum aa gaye - (2)
hum ko le aayi mohabbat aapki, hum aa gaye
aap ke dil ne hamein aawaaz di, hum aa gaye, hum aa gaye ))

Posted by : {Soni Kumari}

You May Also Like