Naya Kanoon 1965 - Download Mp3 Song

Naya Kanoon 1965

Naya Kanoon 1965

R. C. Talwar
Madan Mohan Kohli
Hasrat Jaipuri
Ashok Kumar, Vyjayanthimala, Bharat Bhushan

album songs
Aankh Mein Rahte Hai Wo
Singer : Asha Bhosle
Save As

Aankh Mein Rahte Hai Wo Lyrics

Song Title = Aankh Mein Rahte
Movie/album = Naya Kanoon (1965)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Director = Madan Mohan Kohli
Director = R.C. Talwar
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Aankh mein rahte hain woh
Aur samne aate nahi

Ye maje ki baat hai
Kya maje ki baat hai

Dil me ghar karte hai wo or
Sakl dikhlate nahi

Ye maje ki baat hai
Kya maje ki baat hai ji

Kya maje ki baat hai
Hoye ye maje ki baat hai

Ek din humko mile chal
Diye muh mod kar

Ek din humko mile chal
Diye muh mod kar

Mere dil ka ayina apne
Dil se tod kar

Pyar to unko bhi hai or
Pyar jatalate nahi

Ye maje ki baat hai
Kya maje ki baat hai

Aankh mein rahte hai woh
Aur samne aate nahi

Ye maje ki baat hai
Kya maje ki bat hai ji

Kya maje ki baat hai
Hoye ye maje ki baat hai

Band kar lungi najar wo
To ghabra jayenge

Band kar lungi najar wo
To ghabra jayenge

Fir humare samne wo
Hath jode aayenge

Samne aate nahi or
Dil se wo jate nahi

Ye maje ki baat hai
Kya maje ki baat hai

Aankh mein rahta hai woh
Aur samne aate nahi

Ye maje ki baat hai
Kya maje ki baat hai ji

Kya maje ki baat hai
Hoye ye maje ki baat hai.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

You May Also Like