Nai Umar Ki Nai Fasal 1965 - Download Mp3 Song

Nai Umar Ki Nai Fasal 1965
R Chandra
Roshanlal Nagrath
Neeraj Pathak
Rajeev, Tanuja, Ulhas, Shobhna Samarth, Leela Chitnis, S K Prem, M A Latif, Ren
|
|||
| Aaj Ki Raat Badi Shokh Singer : Lata Mangeshkar |
Save As | ||
Aaj Ki Raat Badi Shokh Lyrics
Song Lyrics Title = Aaj Ki Raat Badi Shokh
Movie/Album = Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Neeraj Pathak
Music Composer = Roshanlal Nagrath
Director = R. Chandra
Mp3 Song Lyrics
((Aaj ki raat badi shokh badi natkhat hai
Aaj to tere binaa neend nahin aayegi
Ab to tere hi yahaan aane kaa ye mausam hai
Ab tabeeyat na khayaalon se bahal paayegi
Haay paani ki ye rimjhim ye guledaar phuhaar
Aise nas nas mein teri chaah jagaa jaati hai
Jaise pinjre mein kisi qaid pade panchhi ko
Apni aazaad udaanon ki yaad aati hai
Ab to aa jaao
Ab to aa jaao meri maang ke sindoor suhaag
Saans teri hai
Saans teri hai tere naam pe mit jaayegi
Aaj to tere binaa neend nahin aayegi
Aisi hi raat to wo thhi ke teri nazron ne
Mujhe pahnaayaa thaa jab pyaar ke kapdon kaa libaas
Aur us raat bhi aisi hi sharaabi thhi fizaa
Jab teri baahon mein mahki thhi meri saans-o-adaa
Aur ab aisi
Aur ab aisi jawaan rut mein akeli main hoon
Aa jaa warnaa
Aa jaa warnaa ye shamaa kaanp ke bujh jaayegi
Aaj to tere binaa neend nahin aayegi
Aaj ki raat badi shokh badi natkhat hai
Aaj to tere binaa neend nahin aayegi
Hmm hmm hmm
Par thahar wo jo wahaan
Par thahar wo jo wahaan lete hain footpaathon par
Laash bhhi jinki kafan tak na yahaan paati hai
Aur wo jhonpde chhat bhi na hai sar par jin ke
Chhaate chhappar hi jahaan zindagi so jaati hai
Pahle in sab ke liye
Pahle in sab ke liye ek imaarat gadh loon
Phir teri maang
Phir teri maang sitaaron se bhari jaayegi
Aaj to tere binaa neend nahin aayegi
Aaj ki raat badi shokh badi natkhat hai
Aaj to tere binaa neend nahin aayegi...))
Posted by : {Anamika Tyagi}

You May Also Like
MP3 Song Annual List
2025
2024
2022
2021
2020
2019
2018
2017
2016
2015
2014
2013
2012
2011
2010
2009
2008
2007
2006
2005
2004
2003
2002
2001
2000
1999
1998
1997
1996
1995
1994
1993
1992
1991
1990
1989
1988
1987
1986
1985
1984
1983
1982
1981
1980
1979
1978
1977
1976
1975
1974
1973
1972
1971
1970
1969
1968
1967
1966
1965
1964
1963
1962
1961
1960
1959
1958
1957
1956
1955
1954
1953
1952
1951
1950
1949
1948
1947
1946
1945
1944
1943
1942
1941
1940
1939
1938
1937
1936
1935
1934
1933
1932