HOME     New Songs    Browse By ARTIST NAME || ABCDEFGHIJKLMNOPQRSTUVWXYZ
Hindi Songs
English Songs
Bangla Songs
Marathi Songs




Song Title:Mujhe Mubarak Purani Yaadein



  Song Lyrics Title : Mujhe Mubarak Purani Yaadein
Song Lyrics Movie/Album Name: ZABAK
Singer(s) : LATA MANGESHKAR, MUKESH

Lyrics
mujhe mubaaraq puraanii yaadein tujhe mubaaraq nayaa fasaanaa
jo ho sake to na yaad karanaa jo yaad aauun to bhuul jaanaa

mahalon ne chhiin liyaa bachapan kaa pyaar meraa -2
mujhako ilzaam na do kar lo aitabaar meraa -2

tum ho falaq par main huun zamiin pe tumako Khabar kyaa hamaarii -2
maano na maano mahalon mein rah ke main aaj bhii huun tumhaarii
mujhako ilzaam na do ...

le chal hamein bhii saath apane kahatii hain dil kii sadaaen
mujhase judaa hai manzil tumhaarii tumse judaa hain merii raahein
mahalon ne chhiin liyaa ...

ulajhuungaa naa main daaman se tere raahon mein ek khaar banake -2
jaise rahe ho vaise rahoge dil mein mere pyaar banake
mujhako ilzaam na do ...

Powered By: (Roziva)
© PlayMp3Song Developed & Hosted by : Inet Revolution

Link Exchange

eXTReMe Tracker

Website Company Allahabad Website Development Allahabad